| ASHA BHOSLE, MOHAMMED RAFI | QURBANI 1980 SONGS FEROZ KHAN, ZEENAT

KYA DEKHTE HO SURAT TUMHARI OLD SONG LYRICS | ASHA BHOSLE, MOHAMMED RAFI | QURBANI 1980 SONGS FEROZ KHAN, ZEENAT :


SONG CRADITS:

KYA DEKHTE HO SURAT TUMHARI OLD SONG LYRICS | ASHA BHOSLE, MOHAMMED RAFI | QURBANI 1980 SONGS FEROZ KHAN, ZEENAT
KYA DEKHTE HO SURAT TUMHARI OLD SONG LYRICS 

KYA DEKHTE HO SURAT TUMHARI - LYRICS
kya dekhte ho

kya dekhte ho, surat tumhari
kya chahte ho, chahat tumhari
na hum jo keh de, keh na sakogi
lagti nahin theek niyat tumhari
kya dekhte ho, surat tumhari
kya chahte ho, chahat tumhari
na hum jo keh de, keh na sakogi
lagti nahin theek niyat tumhari
kya dekhte ho, surat tumhari

roz roz x (2)

roz roz dekhoon tujhe, nayi nayi lage mujhe
angon mein amrit ki dhara
tere angon mein amrit ki dhara
tere angon mein amrit ki dhara
dil lene ki dhang teri seekhi koi rang tere
baton ka andaz pyara
teri baton ka andaz pyara, teri baton ka andaz pyara
shararat se chehra chamakne laga kyoon
shararat se chehra chamakne laga kyoon
yeh rang layi hai sangat tumhari
kya dekhte ho, surat tumhari


socho zara x (2)

socho zara jan-e-jigar, bitegi kya tumpe agar
humko jo koi chura le
tumse humko jo koi chura le
kisi ne jo tumhe chheena, namumkin hai uska jeena
kaise nazar koi dale
tumpe kaise nazar koi dale
pyar pe apne itna bharosa, pyar pe apne itna bharosa
itna mohabbat mein fitrat hamari
kya dekhte ho, surat tumhari
kya chahte ho, chahat tumhari
na hum jo keh de, keh na sakogi
lagti nahin theek niyat tumhari
kya dekhte ho, surat tumhari x (2)



Post a Comment

0 Comments